privacy

Bol Behen Ki Privacy Policy

Bol Behen aur Aapka Data!

Bol Behen ko UK ke NGO Girl Effect ke ek programme - CHHAA JAA ke under banaya gaya tha. Bol behen aapka ‘Data’ - yaaniki aapke baare mein information collect karta hai, apni service to behtar karne ke liye taaki yahan aapke body se related har zarurat puri kar sake. Jab hum aapka yeh data collect karte hain, toh hum aapki privacy ki respect karte hue, yeh responsibility lete hain ki usko secure aur safe tareeke se isse store karein.

Yeh chatbot sirf 18 years ya 18 se zyada age ke logon ke liye hai. Agar aapki age 18 se kam hai, toh aapka iss chatbot ko use karna sakht mana hai!

Hum puri zimmedari se aapki iss privacy aur safety ka dyan rakhte hain, yeh law ke anusaar karna bhi zaruri hai - jaise ki Data Protection and Privacy law jo humpe laagoo hota hain, kyunki aapka data ek dusre country yaani ki United Kingdom mein store hota hai.

Ye dhyaan rakhein ki jab aap Bol Behen WhatsApp ya Facebook pe use karte hai, tab WhatsApp aur Facebook bhi aapka information collect kartein hai. Ispe humara koi control nahi hai. Aap Facebook aur WhatsApp pe apni privacy aur profile settings change kar sakte hai taaki aapka kam se kam information collect kiya jaaye.

Bol Behen use karne ki wajah se, kaunsi information collect hoti hai

numbering

Data jo aap share karte hai, bina humare puchhe

numbering

Hum kahan aapka data process karte hain:

numbering

Third parties jinke saath hum data share karte hain

Aap kya kar sakte hain

numbering

Complaints

complaints

Agar aap kisi bhi wajah se bol behen aur humare data manage karne ke tareekon se na khush ho, toh aap kabhi bhi humein email kar sakte ho aur hum puri koshish karenge jald se jald aapko respond karne ki.