Medibuddy Kya Hai - Doctor Se Direct Baat | Chhaa Jaa

MediBuddy | Chhaa Jaa

Agar tumne Ayushmann Khurrana ki movie ‘Doctor G’ dekhi hai, toh tumhe ye zaroor pata hoga ki gynecologists ek ladki ki life mein kitna important role play karte hain.

Lekin hum ye bhi samajhte hain ki lady doctors se consult karna kehne ko toh aasaan hai, par actually mein thodaa darr lagg sakta hai. “Kahi koii dekh na le” ya “ghar par pata na chal jaye” jaise thoughts aate hain. Par agar hum ye kahe ki lady doctors se tum ghar baithe chutki mein baat kar sakti ho, woh bhi complete privacy mein? Bharosa nahi ho raha? Chalo batate hai kaise!

What is Medibuddy?

Medibuddy ek bharosemand telemedicine platform hai. Par sabse pehle tumhe telemedicine kya hai batate hain. Telemedicine ese platforms hai jahan tum doctor consultation, health checkup, jese bahut saare services online ghar baithe le sakti ho.

Matlab ab milega PHONE PE DOCTOR!

Aur ese hi ek trusted telemedicine platform hai 'Medibuddy', jispe Chhaa Jaa ka laga hai verified stamp. ?

Medibuddy pe tum reputed gynecologist aur doctors se 24x7 consult kar sakti ho, wo bhi apni mannchaahi language mein. Ye conversations bilkul private rehti hain, yaani ab apne lady doctor se consultation, stress-free. Ye sab services bilkul online hai, jisse tum ghar baithe doctors se consult kar sakti ho, chutki 🫰 mein.

Medibuddy Kaise Use Kare?

Chhaa Jaa ka kehna hai, Medibuddy hai zaroori. Sehat ki raah mein, yeh hai humara saathi.

Lekin ab sawaal ye hai, ki Medibuddy ko use kaise kare? Ye bhi bilkul simple hai. Medibuddy App download karke services use karne ke liye, bas inn steps ko follow karo:

  • Sabse pehle, tumhe iss link par jana hai, jo tumhe playstore par leke jayega.
  • Playstore se Medibuddy App download karo.
  • Download karne ke baad, 'talk to the doctor' ka ek option aaega, jispe click karna hai.
  • Aur fir confirm karke hamara CJxMedibuddy code ‘CJ100MB’ dalna hai, jisse ki tumhara pehla consultation ₹299 tak free ho jayega. Yaani agar tumhara consultation ₹399 ka ho, toh tumhe bas ₹100 pay karna hoga.
  • Fir next page par tumhe apni details jaise ki patient kaun hai, unki age kya hai, unka gender, aur phone number jaise details bharna hai.
  • Details update karne ke baad, agar tum ek lady doctor se baat karna chahte ho toh ‘women’s issues’ ke option ko tumhe choose karna hai.
  • Ab tumko apne problem se related jo bhi symptoms hai uski information deni hogi, jaise ki ‘pet dard’ ya ‘sar dard’, aur tumhari diye information ke hisab se tumhe ek doctor se connect kiya jaayega.

Tumhare aur doctor ke beech ki conversation sab confidential hoga aur doctor isko top secret rekhenge.

Lady doctor

Medibuddy Ke Benefits:

Medibuddy use karne ka fayda hai kuch aisa ki tumhare swasthya ka dhyaan rakhna ho jaaye aasan aur mazedaar. Par kya online consultation, reputed doctors, privacy aur confidentiality, ke alawa bhi Medibuddy use karne ka koi benefits hai? Haan bilkul.

Sabse pehle toh, tumhe ye saare services Medibuddy mein tumko ek affordable price range mein milta hai. Uske upar coupons ka use karne par tum discounts ka bhi fayda easily utha sakte ho, jisse ki aur bhi affordable ho ja sakta hai. Ye coupon use karke tum gynecologist ke alawa fever aur cold, ENT (ear, nose, throat), skin care, pregnancy issue, general medicine ya fir lab tests, ke liye bhi use kar sakti ho.

Conclusion:

Apna health ke liye curious aur concern hona ek smart modern lady ka nishani hai. Aur isiliye Chaa Jaa tumhare liye laya hai ek trusted telemedine platform jisse online kahin bhi, kabhi bhi apne marzi ke Doctor se baat kar sakte ho. Medibuddy ke saath. Humaara Medibuddy coupon code ka use karo aur easily Doctor se connect karo.

Toh der kis baat ki? Jaldi se iss limited coupon ka istemaal karo, kyon ki, ab mil raha hai sab kuch chutki 🫰 mein, bas tumhare liye!

Medibuddy ke services ke bare mein aur janane ke liye Medibuddy contact number par call karo aur apna health journey aaj shuru karo.

Chhaa Jaa ke saath bane rehne ke liye humein follow karein:

Instagram - https://www.instagram.com/chhaajaa/

Facebook - https://www.facebook.com/chhaajaa

Youtube - https://www.youtube.com/c/ChhaaJaa

Facebook Only Girls Group - https://www.facebook.com/groups/667075420473392

Bak Bak Gang Instagram - https://www.instagram.com/bak_bak_gang/